Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnita (1967)
HomeAnita (1967)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


gore gore chaand se mukh par kaali kaali aankhen hain gore gore chaand se mukh par kaali kaali aankhen hain dekh ke jinko neend udd jaaye wo matwaali aankhen hain gore gore munh se palla kya sarkaana munh se palla kya sarkaana iss baadal mein bijli hai door hi rehna door hi rehna door hi rehna inn se qayamat dhaane waali aankhen hain gore gore chaand se mukh par kaali kaali aankhen hain gore gore be jinke andher hai sab kuchh be jinke andher hai sab kuchh aisi baat hai inn mein kya aankhen aankhen aankhen aankhen aankhen aankhen sab hai barabar kaun niraali aankhen hain gore gore chaand se mukh par kaali kaali aankhen hain gore gore be dekhe aaraam nahin hai be dekhe aaraam nahin hai dekhen to dil kaa chain gaya dekhne waale dekhne waale dekhne waale yun kehte hain bholi bhaali aankhen hain dekh ke jinko neend udd jaaye wo matwaali aankhen hain gore gore chaand se mukh par kaali kaali aankhen hain gore gore
aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaa hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye jayiye dil ki baaton mein na aayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye warna wahi baat ho jaayegi ghum se mulaqaat ho jaayegi warna wohi baat ho jaayegi din hai magar raat ho jaayegi meri zulfein khudaara na bikhraayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye aaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa jeena bhi dushwaar ho jaayega iqraar inkaar ho jaayega jeena bhi dushwaar ho jaayega hum aap mein pyaar ho jaayega aap mehfil se utth ke chale jaayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye iss aag ko bas bujha deejiye sholon ko yun na hawaa deejiye iss aag ko bas bujha deejiye main yaad aaun bhula deejiye meri aankhon se aankhein na takraayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye jayiye dil ki baaton mein na aayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa karib aa yeh nazar phir mile mile naa mile karib aa yeh nazar phir mile mile naa mile ye aarzoo ka chaman phir khile khile naa mile karib aa yeh nazar phir mile mile naa mile karib aa yeh nazar aaaaaa hmm hmm hmm aaaaaa hmm hmm hmm aaaaaa aaaaaa aaaa hmm hmm hmm taras raha hai ye dil teri ik narar ke liye taras raha hai ye dil teri ik narar ke liye bas ik nazar teri kaafi hai umr bhar ke liye nazar se pyaar jataa lab hile hile naa hile karib aa yeh nazar phir mile mile naa mile karib aa yeh nazar nazar utha ke tere saamne bahaar khadi nazar utha ke tere saamne bahaar khadi koi haseena nighaahon mein le ke pyaar khadi phir iss adaa se kali ye khile khile naa khile karib aa yeh nazar phir mile mile naa mile ye aarzoo ka chaman phir khile khile naa mile karib aa yeh nazar phir mile mile naa mile karib aa yeh nazar
hoooooooooooooo ooooo oooo ooooo oooo hmmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm main dekhoon jiss ore sakhi ri main dekhoon jiss ore sakhi ri saamne mere saanwariyaa saamne mere saanwariyaa main dekhoon jiss ore sakhi ri main dekhoon jiss ore sakhi ri saamne mere saanwariyaa saamne mere saanwariyaa prem ne jogan mujh ko banaaya prem ne jogan mujh ko banaaya tann ko phoonka mann ko jalaaya prem ke dukh meinnnnnn prem ke dukh mein doob gaya dil jaise jal mein gaagariyaa jaise jal mein gaagariyaa main dekhoon jiss ore sakhi ri saamne mere saanwariyaa ro ro kar har dukh sehnaa hai ro ro kar har dukh sehnaa hai dukh seh seh kar chup rehna hai kaise bataaunnnnnn kaise bataaun kaise bichhdi pee ke mukh se baansuriyaa pee ke mukh se baansuriyaa main dekhoon jiss ore sakhi ri saamne mere saanwariyaa duniyaa kehti mujhko deewani duniyaa kehti mujhko deewani koi naa samjhe prem ki baani saajan saajannnnnnnn saajan saajan ratte ratte ab to ho gayi baawariyaa ab to ho gayi
kaise karun prem ki main baat kaise karun prem ki main baat haaye na baaba na baaba pichhwade buddha khansta na baaba na baaba pichhwade buddha khansta kaise karun prem ki main baat kaise karun prem ki main baat haaye na baaba na baaba pichhwade buddha khansta na baaba na baaba pichhwade buddha khansta kaali kaali choodiyaan hain gore gore haath mein kaali kaali choodiyaan hain gore gore haath mein gore gore haath mein subah munh dikhaungi kya chhanaki jo raat mein subah munh dikhaungi kya chhanaki jo raat mein jodti hoon mehendi waale haath haaye na baaba na baaba pichhwade buddha khansta na baaba na baaba pichhwade buddha khansta raat ki dulhan ke maathe chanda ji ki bindiya raat ki dulhan ke maathe chanda ji ki bindiya chanda ji ki bindiya badi badi akhiyon mein thodi thodi nindiya badi badi akhiyon mein thodi thodi nindiya shor machadegi paayal kamjaat haaye na baaba na baaba pichhwade buddha khansta na baaba na baaba pichhwade buddha khansta kaahe jora jori
tum bin jeevan kaise beeta poochho mere dil se ae poochho mere dil se tum bin jeevan kaise beeta poochho mere dil se ae poochho mere dil se poochho mere dil se haai poochho mere dil se saawan ke din aaye beeti yaadein laaye kaun jhukaakar aankhein mujhko paas bithhaaye kaisa tha pyaara roop tumhaara poochho mere dil se ae poochho mere dil se poochho mere dil se haai poochho mere dil se prem ka saagar haai chaaron taraf lehaeraaye jitna aage jaaun gehra hota jaaye gham ke bhanwar mein kya kya dooba poochho mere dil se ae poochho mere dil se poochho mere dil se haai poochho mere dil se jaise jugnu ban mein tu chamke ansuwan mein ban kar phool khili ho jaane kis bagiyan mein main apni kismat pe roya poochho mere dil se haai poochho mere dil se tum bin jeevan kaise beeta poochho mere dil se haai poochho mere dil se poochho mere dil se poochho mere dil se
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

gore gore chaand Anita (1967) 04:22 12687
 
Poster of Anita (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Raag- 
Khamaj
Duration : 04:22   Song Number : 12687   

Hai Nazar Ka Ishaara Anita (1967) 05:31 14617
 
Poster of Anita (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Madhumati, Bela Bose
Duration : 05:31   Song Number : 14617   

Karib Aa Yeh Nazar Anita (1967) 04:28 12688
 
Poster of Anita (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 04:28   Song Number : 12688   

Main Dekhoon Anita (1967) 04:53 16200
 
Poster of Anita (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:53   Song Number : 16200   

Pichhwade Buddha Anita (1967) 05:21 19797
 
Poster of Anita (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 05:21   Song Number : 19797   

Tum Bin Jeevan Kaise Anita (1967) 04:31 11907
 
Poster of Anita (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Sadhna
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:31   Song Number : 11907